Last Updated on 5 वर्ष by websitehindi
adhik poshan ki awashyakta hoti hai. Poshan me jara si kami hone par wah kami bacho par
Dikhai dene lagta hai. Wahi bache hajarohajar ke kitaduo ke sampark me aa jate hai.
Hame janna chahiye ki bacho ke sharirik mansik vikash ke liye kaisa poshan ki jarurat hoti hai.
Bacho ko pani pina hai jaruri
* bacho ko pyas lagne par hi nhi balki bacho ko niyamit samay par pani dete rahna
chahiye.
* Nawajat shishuo ko pahle shal me pani ki aawashayakta nhi hoti hai. bache isaki
purati dudh se hi kar lete hai.
* Kai sare phal tarbuj aur shabjiya jaise khira aadi pani ke aachhe strot mane jate hai.
*Bacha jab bimar ho to use adhik pani dena chahiye. aur bacho ko samay samay par glucoj aur nimbu
pani dete rahna chahiye.
Bacho ko protin aur sharir par jyada dhayan den.
* Sabse pahlebacho ko protin ki jarurat hoti hai . jisase unka sarir ka vikash ho.
Protin ke kami se bacho ka wajan kam hone lagta hai. to bacho ko dhayan dena aawsayak
hai.
* Kai trah ke padarth ke vitamin aur khanij padarth dena awasayak hai.
* Dudh se milane wala kailshiyam bacho ko awasayak hai.
* Hari patedar sabjiyo se milane wala poshak tatwa bacho ke liye awasayak hai.
* Calciam hadiyo aur dato ke liye jaruri mana jata hai.
dr. kahte hai ki bacho ko calciam ke kami se aasityorosis ke samashya ka samna karna padta hai.
* Dosto sabse mahtwapurn tatwa carbohaitret fatt hai jo isase bacho ko urja milati hai.
* Dosto yah janna jaruri hota hai ki bacho ko ayran ki kami sabse jyada jaruri hota hai.
Tabhi bachiyo me mashik suru hone se aayran ki aawsayakta bad jati hai.
aayaran ki kami se bacho me aanimiya ho sakta hai.
* Apane bacho ke bare me yah bhi jane ki vitamin a aur c ki kami ho sakti hai. Aisa tabhi ho
sakta hai jab bacha prayapt matra me phal aur sabjiyo ki sewan n kar sake.
Dosto yah janna jaruri hai ki bacho ko
Bachcho ko vibhinn charano me poshan kab de
* Nawajat shishu ke liye—- dosto jab bacha nawajat ho to usake liye dudh hi kafi hai . Dudh se hi sari awasayakta puri ho jati hai.
6 mahine ke bad hi bacho kothos padarth diye jate hai . jaise phal , shabjiya aadi.
* 6 mah ke bad — bacha 6 mahine ke ho jata hai to dudh se prayapt matra me aayran aur zink
nhi mil pata hai. isaliye unahe thoda-thoda phal shabjiya aadi khilaya jata hai.
* 2 years bad— Dosto aap jante hi honge ki jab bacha 2y ke ho jata hai to unhe alag kisham
ki bhukh lagti hai.
kabhi kabhi to pure din khate rahte hai or kisi din to kuchh nhi khate. is samay unhe kalciam ki matra par dhayan dete rahna chahiye.
* 5 years ke bad— is samay bacho ko protin ki awasayakta hoti rahti hai. jo chawal, bins, anda,
Dudh aadi se milta hai. Aise bache bajar se kharidkar snaks aadi khane lagte hai.
isliye yah dekhana jaruri hai ki o pet hi n bhar le. balki poshan bhi milta rahna chahiye.
kek, chips, ya dusare snaks se ninner n karne de.
* 10 years bad—- Dosto ham jante hai ki bacha jab 10 y ke ho jata hai to unake sharir me
Badlaw aane lagta hai. Isliye bacho ko pahle ki tulna me adhik caloris, calciam ki aawasayakta
hoti hai.
Yah bhi jane ki bacho ko kaise khilaye
* chahe kitani bhi bhukh lagi ho . bacho ko dhire dhire khane ko protshahit kare.
iisase use pata chalega ki kitani bhukh lagi hai. sabse badiya batt yah hai ki pachan ki kirya bhi aacha
rahega.
* Bacho ki unaki pasand ki khana puche. aap jab bhi khana pakaye to use bulakar kuchh
chijo ki poshan ke bare me batati rhe.
* bacho ka snaks ghar par hi banaye aur snaks poshak tataw se bharpur banaye.
* Adhiktar bache t.v dekhate samay khana khate hai. aisa bilkul n kare kyonki isase
bacha ya to kam khate hai ya adhik.
* Dosto yah adhiktar hota hai ki bacha khana khate samay bate karte rahte hai aisa n
karne de.
bacho ko adhik se adhik pani pine ki protshahn kare.
* bhojan ke samay khana khane ke bad hi pani piye.
Dosto yah post kaisa laga. aage share bhi kare.
generic viagra without a doctor prescription viagra without a doctor prescription viagra without a doctor prescription not scam http://viagrawithoutdoc.us http://viagrawithoutdoc.us