Balo ko sundar aur chamakdar kaise banaye

Last Updated on 5 वर्ष by websitehindi

Dosto kisi ke khubsurat bal dekhakar aapke man me bhi khayal aata hoga ki mere bhi bal aisa
Hi hota. Aapko jan lena jaruri hai ki jis trah aap sharir ko dekhbhal karte hai usi trah hame
Balo ko dekhrekh karna jaruri hota hai. Isake liye khanpan aachhi hona chahiye. Taki aapke
balo me hamesha poshan milati rahe.

Aur balo ko sundar banane ke liye condishaning niyamit roop se use karna jaruri hai.
Yah jarurinhi ki product mahanga aur branded ho . aap homemed condishaning banakar balo
Me laga kar balo ko khubsurat bana sakti hai.Balo ko sundar banane ke liye protin behad jaruri
Hai. khana me hari shabji, makhan , Dudh, anda , aadi ka sewan karna chahiye. Agar aap ganv
Se hai to waha ki mahilaye nariyal or ande ka pest banakar balo me laga sakti hai.
Ghol banane ke liye aande ka pila bhag nikal le aur 10ml pani ke sath dono ka pest bana le aur
Balo me lep kare . Lep karne ke 10 minat bad pani se dho le.
chaypati se balo ko milega chamkila rang aapko pata hona chahiye ki chaypati me anti dandrap
tatwa bhi hote hai. balo ko sundar roop dene ke liye chaypati ko ubalkar pani ko thanda hone de.
aur thanda hone ke bad balo me lagakar rat bhar chhor de . subah hone ke bad pani se dho le
aur shampoo kar le.

Yah bhi pade
Vestige kya hai? vestige se lakho rupya kamaye—–

Bal dhone ke bad shampu karna n bhule. tab aapka bal mulayam aur khubsurat hogi. Dosto aksar
Dekha jata hai ki balo ka girna. Agar bal adhik gire to hamesha aayurvedik shampoo ka hi isatemal
kare . Na ho sake to shikakai, aawala, ritha ko ubalkar thanda hone de aur balo me lagaye.
Mahine me do se tin bar niyamit upayog se bal lambe aur majboot hone. Aur apani kandhi dusaro
Ko isatemal na hone de. Ho sakta hai dandrap ya phangan hone ki umid rahti hai.
Kandhi ko har char mahine me wash karne ki koshish kare. kandhi ko hamesha shafai kare.

NOTE,,
*Balo ko jayada ragad kar na pochhe.
*Suraj ke roshani se bachaye.
*Balo me hamesha homemed ka isatemal kare.
*Mulrup se khanpan ki dhayan de.
*saptah me kam se kam tin bar shampoo kare.

Agar aapko yah post achha lage to share kare

1 thought on “Balo ko sundar aur chamakdar kaise banaye”

Leave a Comment

आपका ईमेल पता प्रकाशित नहीं किया जाएगा. आवश्यक फ़ील्ड चिह्नित हैं *

Scroll to Top