Last Updated on 4 years by websitehindi
Nios kya hai . एन.आई.ओ.एस क्या है ? (N.I.O.S In Hindi) आज के समय में राष्ट्रिय मुक्त विद्यालयी शिक्षा संस्थान (National Institute Of Open Schooling) बहुत प्रचलित है | अधिकतर विद्यार्थी निओस की तरफ भाग रहें है | सभी सवालो का उत्तर इसी लेख में जानेंगे |
Nios Kya hai एन आई ओ एस क्या है ? (Nios In Hindi)
NIOS भारत सरकार (government of india) द्वारा लाया गया “मुक्त विद्यालय” है | इसका पूरा नाम राष्ट्रिय मुक्त विद्यालयी शिक्षा संस्थान (National Institute Of Open Schooling) है | इस संस्थान में पूर्व स्नातक स्तर के विभिन्न प्रकार के शिक्षार्थियों को विभिन्न प्रकार के शिक्षा प्रदान करता है |
केन्द्रीय माध्यमिक शिक्षा बोर्ड द्वारा 1979 में परियोजना के रूप में चलाया गया था |
Rastiya mukt vidyalayi shiksha sanshathan kaha jata hai.
Nios ka head mukhayalya noida (up) me hai.
Dosto yadi aap nios se shiksha lena chahte hai to aap sahi jagah par hai, kyonki nios manaw sansadhan vikash ke antargat ek swayat shansthan hai. jisaki sthapana 1989 me ek swayat
sanstha ke roop me bharat sarkar ke manaw sansadhan vikash mantralaya ke dwara ki gayi.
Es sanstha me purwa snatak astar ke shikshathiyo ko parikha lene aur dene ka adhikar hai.
Nios ko 2002 tak rastiya mukt vidhyala hi rakha gaya .
Rashatiya mukt vidayalaya shiksha sanshathan iso 9001:2008 se pramadit bharat sarkar ke
antargat ek swayat shansatha hai.
Agar aapp adhik jankari lena chahte hai to yaha click kare
Nios ka mision sabke liye shiksha pradan karna hai. nios durasth aur mukt shiksha vidhiyo ka
prayog kr padne me ekchhuk logo ka behatar bhabishya banane me shiksha ka awasar pradan karta hai.
NIOS KISAKE LIYE HAI
Nios balikao , mahilaye , gramin kamkaji logo aur anushuchit jati / anusuchit janjati saririk
aur mansik drishati se aksham and subidha wanchit vargo ko shikshit karna isaki prathmikta
hai.
Dosto mai phir se kahna chahunga ki nios saririk aur mansik logo ko aur manshik roop se aksham
samajik aur bhugolik drisati se darkinar kiye gaye hai. suvidha vanchit bargo jaise Sadak par
Rahne walw bache, kamkaji bache , gramin mahilaye aur kamkaji bachee anusuchit janjatiyo ,
ke liye kuchh bishesh sanshathaye chalata hai.
Nios ki karya pranali kya hai
Nios 20 shetriya kendro 1 up kshetriya kendra 5 vibhago aur bharat , Nepal aur madhya
purwa me 6000 hajar se adhik pratyayit sansthaye jiname 1370 se adhik pratyayik byasayayik sanshathaye bhi samil hai..
* Residential cerficate apply kaise kare
* sardiyo me bacho ko kaise banaye takatwar
Adhayan kaise kare
Nios ne shikhathiyo ko saw adhayan samgari bhi deti hai.
jaise- audio video books ke dwara aap adhayann kar sakte hai.
Nios ki mukhaya bisestaye
koi aayu sima nhi . nios ke pathayakarmo me panjikaran ke liye koi adhiktam aayu sima nhi hai .
phir bhi madhayamik pathayakarmo aur byasayik pathayakarmo me namankam ke liye nayuntam
Aayu 14 years hai.
uchatar madhayamik pathyakarmo ke liye 15 years aur kuchh pathayakarmo ke liye 18 years hai.
Adhayan ka madhayam chunane ki subidha nios apane pathayakaram mukhaya roop se hindi, english, urdu madhayam me chalata hai.
panjikaran ki baidhata apane pathayakarm ki panjikaran ki vars se 5 years ke awahi me Adhiktam 9 bar sarwajanik pariksha me bath sakte hai.
Nios , cbse, cisc ki trah ek Rashatiya bosrd hai. yani yah bharat sarkar ke tahat ek swayat
shiksha sanshathan hai.
Agar aapko admision leni hai to aap online ya apane atate ke shetriya karyalya me le sakte hai.
Agar aap bihar ke hai to patna me lalit bhawan me nios ke karyalya hai waha aap registration kara sakte hai.
yah post aapko aachha lage to share kare.
Hello blogger, i must say you have hi quality articles here.
Your website should go viral. You need initial traffic boost only.
How to get it? Search for: make your content go viral Wrastain’s tools
12Th fail kya nios me apply kar sakte…please help me sir
yes
Sir12th fail isme apply kar sakta h agar ha to kaise apply kare pura details bataye
nios ke website par jakar sabse pahle registration kare. phir form submit
is post ko padhe
Nios ki manyta kya bord pariksha ke barabr hoti he or
Kya 10th ke bad 12th kar skate he sir
Sir Please reply
yes, aap kar sakte hai
Sir nios 12th ke bad kya
b pharma
Ya
D pharma
Kar sakte he
Please sir reply
yes
No one attend my any call so please tell me what processes in exam and share contact number.
try करें
Sir kya mai koi bhi goverment job ka form bhar skta hu open board se exam dekar 12 me
yes
Sir nios board me mene 4 subject lea he uss me se muje kitne paper me pass hona jaruri he
चारो में
Sir …12th me kitne subject lena cmplsry h ….or kon kon se h sub. Optional .nd cmplsry ….
5
Respected sir mera BCA complete hai aur mai 12 PCB complete kiya abhi mai 12th maths aur english
2 subject se karna chahata hu kya ye posible hai
NIOS BOARD ka exam registration kab hota hai. Mera mail is hai.
What’s up no. 8237338281
सबसे पहले nios से पंजीकरण कीजिये उसके बाद दो विषय का एग्जाम दे सकते है |