WhatsApp Channel Join Now
Telegram Group Join Now

PDPET Bridge course principal verification कैसे करे

Last updated on April 29th, 2019 at 12:33 pm

Table of Contents hide
PDPET Bridge course principal verification कैसे करे » 1 से 5 कक्षा में पढ़ाने वाले b.ed teachers को टीचर रजिस्ट्रेशन        करने के बाद प्रिंसिपल वेरिफिकेशन करना     आवश्यक है |

पिछले पोस्ट में pdpet ब्रिज कोर्स के रिलेटेड लगभग सभी जानकारी बताया गया है | जिस तरह से d.el.ed का रजिस्ट्रेशन और प्रिंसिपल वेरिफिकेशन हुआ था | उसी प्रकार bridge course का भी प्रोसेस है | आप खुद से भी रजिस्टर और वेरीफाई कर सकते है |

PDPET Bridge course principal verification कैसे करे

पिछला पोस्ट में टीचर रजिस्ट्रेशन करने का तरीका बताया था | अगर आप फिर भी जानना चाहते है तो इस पोस्ट को पढ़िए | B.ed Teacher pdpet bridge course apply इस तरह करे शिक्षक / शिक्षिका का registration करने के बाद Bridge course principal verification करना अनिवार्य है | वरना एडमिशन conformed नही होगा |

♦ Bridge course principal verification कैसे करे ?

⇒ स्टेप 1

Bridge course principal verification करने के लिए nios के वेबसाइट पर जाना होगा | या डायरेक्ट प्रिंसिपल वेरिफिकेशन करने के लिए निचे के लिंक पर क्लिक कीजिये |

principal verification click here 

प्रिंसिपल का न्यू रजिस्ट्रेशन करने के लिए click here पर क्लिक कीजिये |

Bridge course principal verification

⇒ स्टेप 2

इस फॉर्म में प्रिंसिपल और स्कूल का डिटेल्स डालकर Bridge course principal verification करना है |
1.  UDISE of school :- इस बॉक्स में स्कूल का udise कोड टाइप कीजिये |
2.  Type of school :- शिक्षक का प्रकार सेलेक्ट करे | सरकारी टीचर है तो Government
3.  Name of school :-स्कूल का नाम टाइप कीजिये |
4.  Name of principal :- प्रिंसिपल का नाम टाइप कीजिये |
5.  Number of untrained teacher :- जिस शिक्षक का वेरिफिकेशन करना है | उनका स्थान संख्या टाइप कीजिये |
6.  Email :-  ईमेल आयडी टाइप कीजिये |
7.  mobile :- मोबाइल नंबर डालिए |
8.  Adhar card & voter card number :- वोटर या आधार नंबर इंटर कीजिये |
9.  password :- दोनों बॉक्स में पासवर्ड टाइप कीजिये |
10.  submit :-  सबमिट पर क्लिक करे |

Bridge course principal verification

⇒ स्टेप 3

इस पेज पर untrained teachers को सेलेक्ट करके वेरीफाई करना है | अगर टीचर का नाम नही है तो बॉक्स में नाम टाइप करके search data पर क्लिक कीजिये |
1.  application status :- payment conformed सेलेक्ट कीजिये |
2.  Name :- यहाँ पर टीचर का नाम टाइप कीजिये |
3.  conform admission for selected records :- पर क्लिक कीजिये |
आपके मोबाइल नंबर पर एक sms आएगा | उसमे लिखा होगा admission conformed

Bridge course principal verification

इस तरह से Bridge course principal verification करने पर एडमिशन कांफोर्म हो जायेगा | इससे रिलेटेड कोई सुझाव हो तो कमेंट करके बताइए | website hindi android app download click here धन्यवाद |

126 thoughts on “PDPET Bridge course principal verification कैसे करे”

  1. maine apply and payment dono kr diya bridge course k liye but by mistake galat year enter ho gya h,passing year of 12th me to ab kya krna hoga

  2. form filling aur payment karney ke bhaadh, principal verification school ka kaam hai tho ..us vakt hum woh printout dhikaanaa padthaa hai kya?

  3. School registration ke bad jab Aachary verification Kiya jaye to invalid login batate he to kya kare.
    Jo password school registration me likha tha vahi likha fir bhi invalid login batate he to kya kare
    Bataye please

  4. Respected sir, With due respect I informe to you that my teacher registration and payment is already completed in Nois bridge course PDPET system . But I don’t Enter School login page ,here present only School UDIES no……….. Mobile no…….. Password……… Option but CLICK HERE to Register this option is not present I and my Principal don’t log to this page and unable to enter school data. No one teachers not registered in previous 2 year d.el.ed course. So we are fill great problem please sir clear this problem with reliable source of options. Thanking you Purnendu Roy

  5. Pdpet me principal verifection nai ho raha ishme school register na click option nai hai pleas givane reply addmition or pyment compelt ho gaya hai

  6. PDPET ka student registration karne ke liye , d.el.ed ke samay jo udise code mila tha usko dal kar apply karne par invalid udise code bata raha hai. To kya naya udise code pdpet ke liye generate karna hoga, aur phir se us code se principal registration karna hoga.

  7. चन्द्र सैन

    श्रीमान जी
    मै प्राथमिक पाठशाला का अध्यापक हु। मैं ब्रिज कोर्स के लिये अप्लाई कर रहा हु।औऱ मै ही उस स्कूल का मुख्याध्यापक हुँ। क्या में खुद प्रिंसिपल वेरिफिकेशन कर सकता हूं। कृपया बताएं

  8. Agr me bich me Wo school chhodna chahta hu jisko school se registration krwaya hu to bad me Koi pblm nhi hoga ya Fir Mera result nhi bnega

  9. Sir, Maine registration Kar liya aur fees b le liya gya, par registration ke bare much b msg mera Mobile par nehi a raga, kya koi alag website hai jaha hum apna registration status valid or not check Karik seke.

  10. Sir/Madam,
    I have registered principal verification under D El Ed. A teacher have B.Ed degree, registered PDPET course but I can’t verify this teacher. I have tried to verify with the existing ID password of D EL ED principal verification and also created new ID password of PDDPET but in vain to login. Please solve this problem as I can verify within valid time.
    Thanking You

  11. Sir
    Principal verification k liye jo login bnaya h usme principal name me spelling mistake ho gyi h…Plz tell kya krna hoga…Ex Sandeep tha principal name Jabki login m Sanders ho gya h..Due to computer error..Kya krna hoga…Baki admission confirm ho gya h…Kuch dikkat aa sakti h kya??

  12. sir mera principal verification nahi hua h .principal sir se password reset hone me wrong reference number bta raha hai. or meri fee bhi submit ho chuki hai pdpet me

  13. Kya ek school ka two udise code ho sakta Ha ,kiyu ki maine apne registration jis code se karbaya tha ,kuch din bad dusre student dwara usi school ka udise code dusra ho gaya ,kiyuki usne nios par upside code ke liye registered kiya, sir aap bataye principal apna verification kis udise code se larger or mera udise code registration me ,plz help me sirfirst udise code tha

  14. Sir, l could not recover password for principal verification. If I verify submitted records whether my admission be confirmed on or before last date for Bridge Course.

  15. Sir Maine principal verification me Maine apna adhar no. Daal diya hai ..aur sath me 5 staff members Ko bhi select ker diya tha.. mere pas admission confirm ka mail bhi aa Gaya to sir kya sabhi Ko problem aayegi..
    Plz sir btaiye main bahut pareshan hu

  16. Sir principal verification nhi hopa rha login krne par invalid login aata hai aur agar forget password krte hain to bhi sir nhi ho PA rha hai plz sir bateye kaise hoga

  17. sir mai jab prinicple verification karne ke liye pasword dal raha hu to invakid login bata raha than mai forget pasword karke agar reset karne ja raha hu to ho nhi raha h pasword reset wha bata raha h refrence number is invalid pass do not reset..ye bridge course ke principle verification me ho raha h

  18. Sir mera registration ho gya Hai aur payment bhi lekin jb maine principal verification k liye form submit kiye to invalid udise code bata rha lekin mera udise code sahi Hai …maine check kiya to problem kaha hai ……aur hm principal varification kbtk kara sakte hai as I know 30 Nov was last date

  19. Sir verification nai ho raha hai aapne jo details bola sab kiya. Payment complete bata raha hai but koi msg nai aa raha hai. Sir msg kis k mobile pe aaega principle k mobile pe ya teacher mobile pe. Koi principal agar msg k bare mein nai batae toh kya karna hai

  20. Sir maine bridge course k liye apply kra h but verification krne pr udise code ka problem aa rha jis udise code se form fill kra tha ab verification k liye bo or udise code k liye bol rhe h

  21. Hаving read this I bеlieved it was rather informative.
    I аppreciate you finding the time and effort to put thіs information together.
    I once again find myself spending a lot of time
    both reading and posting comments. But so what, it waѕ still ԝorthwhile!

  22. Janaki
    Namaskar.मै आज PDPET के लिए फार्म भर दी। इसके बाद क्या करना चाहिए जी बताइए।

  23. Requested sir , mera bridge course mein registration, payment and principal verification complete ha but uske baad Wala form confirm admission per click nahi kr payee. I m worried my registration is complete or not.pl give me some suggestions.

  24. Sir, sare instructions dalne ke baad jab submit kar rhe h to invalid kyu bata rha h…. Aur ab to server bhi down aa rha h
    Plsss sir help Kariye

  25. Sir, verification nhi ho pa rha h server ki problm aa rhi h
    Ek week se jyada ho gaya h try karte karte….. Verification ki last date aa jayegi sir plsss jaldi help Kariye

  26. Sir dled bridge course ke liye principal verification ki last date Kya hai. Website mei teacher registration aur principal verification ka tab open nahi hoo raha hai

  27. Janaki M. A. B. Ed. HINDI

    जानकी
    नमस्कार। मुझे प्रिन्सिपल वेरिफिकेशन खतम हो गया। इसके बाद क्या करना चाहिए जी। बताइए। धन्यवाद।

  28. Sir, password dalne par invalid bata rha h aur jab forgot password pe click kar rhe h to reference no. Invalid ki wajah se password ki recoverynhi ho pa rhi h…. Aise me verify kaise karey,,, sir plss batayiye

  29. Sir, mai principal detail dal rhi hu to usme udise code already registered dikha rha hai…. Jis wajah se aage ka page nhi khul pa rha h aur submit bhi nhi ho pa rha…. Sir batayiye kya karoo

  30. Sir, jab hm principal details daal rhe h to usme ye bata rha h ki… Mobile no., email id aur udise code already used ho chuka h… To sir aise me kya karoo

  31. Sir,, aap ko mai apni details send kar doon to plsss aap kar dijiye ,,,,,, mujhse nhi ho pa rha h
    Aur na hi mere principal se ho pa rha h

  32. Sir maine Bridge course me ragisration kar diya hai. Lekin jab mai Principal ki login id se Principal verification kar raha hu to server error bta raha hai. Mai 1 month se lagataar kar raha hu. Lekin Principal verification ho hi nahi raha hai. Plz help me sir.
    Mera whatapp no. 9807682143
    Aur email id.. [email protected] hai.
    Plz meri help karo sir
    Whatapps par massage jarur kare sir mai aap se baat karuga

  33. Dear sir
    Maine nios se udise code generate krke apne school ke sare teacher ka registration krke admission confirm kiya,,
    Lekin ab bridge course ke liye wahi udise code (10070000250)
    Use krta hu to udise code invalid bta raha h ‘pls help me sir

  34. Sir mera 18 jan 1996 ko untrained teacher appointment hua Tha. 5 saal ke baad vibhag dwara trained grade de diya gaya promotion bhi ho gaya . Ignou se b.ed. hun. kya mujhe bhi bridge course kerna padega please bataye

  35. Sir Mera 18 Jan 1996 ko untrained teacher appointment hua Tha.5 saal ke baad vibhag dwara trained grade de diya gaya.ignou se b.ed.hun.kya mujhe bhi bridge course kerna padega please bataye.

  36. Bridge course Kay form fill Kar diya hai aurRs 5000payment bhiHo Gayi on 29-12-2017 but principal verification likha hua aa gaya kya Kare Please bataye

  37. Sir mera principal varifiy nahi hone se form reject hua he ab kya kre mere reference no.D082002025 email dinesh kumar 1006111 @gmail. Com mo.no.9982456651 please help

  38. mrs. priya bhambri

    sir my form is being verified by our principal and got enrollment number but not got mail regarding confirmation. my collegues from the same school have got. how to know further details .

  39. Sir meri admission conformed ho rhi h but principal verification nhi ho rhi h sir aage ja kr koi problem to nhi hogi bhut bar try kra verify krne k liye but bar bar udise code already registered show ho rha h

  40. Sir mera rajistasan ho gya hi lekin principal verification nahi ho pa raha hi side error bata raha maine kai bar trai kiya . Sir helf kijiye.

  41. Sir hamare principal ka kahna Hai ki unhone offline sari details principal verification ki . Khand shisha adhikari .dise patra ke jariy . Teacher login Karne par Mera details dikhai . Jisme Mera naam .aur mata ka naam . Father ka naam . Udise code. Aur . Reference no. Aur payment complete . Dikha raha Hai . To Kya Mera principal verification ho gya ya nhi .

    1. Offline sari details khand shisha adhikari ko bhej di thi bridge course ke principal verification ki . Lekin online principal verification nhi Kiya tha . Jab mene teacher login Kiya to us main Meri sari details aayi . Jisme main Meri mother name. father’s name . reference no. udise code.aur payment complete . Dikha raha Hai . Lekin enrollment no likha Hai par no ki jagah Khali Hai . To Kya Mera principal verification ho gya Hai ya nhi . Plz bataye .

  42. Sir kutch log bed ke bad nios bridge course ki jagah nios dled kar rahe hai Kyu ki unhe lagta hai ki Dled Karne mei jyada fayda hai Kya bed wale nios dled ke liye eligible hai?

  43. Sir Kya general category ke logo ke liy bridge course krne ke liy 5o% jaruri Hai . Main general category main hu . Mere 44% Hai .

  44. Sir principal verification nhi ho pa rha h bar bar invalid login aa rha h sir please kuch help kr dijiye nios centre m call kiya pr koi call nhi uthata sir please kuch help kr dijiye

  45. sir me PRINCIPLE ka mohar or signature karawake nios office ranchi gaya lakin samasiya ka samadhan nahi huwa mene nios ranchi ko email kiya sare biodata jaha bhejna hai sab jagah bheja jitane no ko dekha sabhi jagah call kiya lakin koi call receive nahi kiya gaya so sir please help me sir

  46. Sir,
    Mene bed kiya hua hai,or dled bridge course kar raha hu.or ctet bhi pass kiya hu.lekin sir kiya yah Sab pratmik teacher ke liye belide hai ya nahi.. Kirpaya sari jankari dene ki kirpa kare.

  47. Sir,
    Mere school ke ek teacher ka dled &dled bridge dono me addmition ho raka hai. kiya sir wah Dono course ek sath kar sakte hai.ya for unhe kon sa course karna chahiye..

  48. Sir.
    Sir mera addmition dled bridge course me hai.or me bahut hi pareshan hu.ek din Humare brc sir ne kaha tha.ki pratmik teacher ke liye 2year dled hi beled hai .dled bridge course ki koi manyata nahi hai or bridge course wale pratmik teacher nahi ban sakte hai.kiya sir yah sahi hai.

  49. Sir,
    humare stet UK me abi pratmik teacher ki vecency Nikli hai,jisme qualification 2year dled hi mag raka hai.lekin sir isme to dled bridge course ka kohi bhi option nahi hai.kiya age ki vacency me bhi ESA hi hogs.sir bistar SE jankari dene ki kirpa kare …

  50. Sir private teachers jinone nios bridge course ke liye apply Kiya hai unhe school change Karna chahiye ya bridge course poora hone tak apne he school mei rahna chahiye?

  51. Sir,
    Bridge course ko kiyo nahi karwa rahe hai.bridge me 6monthe to bitane wale hai.sir kiya bridge ki degree bi dled ki sath hi milegi ya fir aage piche.sir or kiya dled and bridge ki manyata brabar hogi ya bridgeki manyata kam hogi…?

  52. SIr form apply krne k bad se hme koi soochna nhi mil pai hai computer waale b kuchh nhi bata pa rahe hai .mera exam form b nhi bhara hai .plz kuchh jankari de

  53. Sir, me bridge course kar raha hu. or school cordinature bhi hu.likin sir me us school ko chod kar kahi dusre school me kam karma chahta hu.kiya ESA ho Sakta hai.Jank
    ary dene ki kirpa kare..,,.

  54. Sir,me ek privet school me pada raha hu.or school ka coordinator bhi hu .lakin sir kiya me yaha she chod kar kahi dusre school me pada Sakta hu jankari dene ki kirpa kare………

  55. Sir.dled bridge course ka admit card aaraka hai leki mere card kulne se pehle paynt not make.aaraha hai jab ki meri fee ho chuki hai.kirpmñi….

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top