Last Updated on 10 महीना by Abhishek Kumar
shaving account and current account details
Jab hum bank me account khulwate hai to hame pata nhi hota ki kaun sa account khulwaye
Shaving account ya current accout. Dosto yah janlena jaruri hai ki shaving account aur
Current account kya hai. Mai state bank of india me account open kiya hun. Sbi bank sabse
Badi aur popular bank hai. Ager aap chahe to kisi bhi bank me khata khulwa sakte hai.
Sabse pahle jane ki normal khata kitane prakar ke hote hai.
Bank me account two tyeps ke open hote hai.
11. Shaving account
Shaving account prachlit account hai. Isame niji lenden kiya jata hai.
Shaving account me Rupaya save karke rakh sakt hai. Is account me 1 ya 2 vyakti joint account
khol sakta hai.Isame jama rupaya par bank bayaj bhi deti hai. Aam aadmi ke liye shaving
account hi Sabse badiya hai.
1. janiye 500 1000 new note
2. kya aap jante hai bandhan bank
3. Airtel payment bank limited kya hai details
Shaving account kaise khulwaye
Shaving account khulwane ke liye bank me jana padega. Bank se account opening form lekar
Document ke sath atach karke jama karna padega. Isake liye jaruri document jaise
aa.) Passport size photo
bb.) Address proof – Ration card, voter card, Niwas praman patra, phone bill, light bill etc.
cc.) Identity proof- pan card, adhar card, driving licence, voter card e.tc.
dd.) Kisi customer ki pahechan ki jarurat hoti hai.
Isake bad aap kisi bhi bank me khata khulwa sakte hai.
Shaving account se fayada
Shaving account se bahut sare fayade hai.
aa.) Bank me jama paisa par bayaj milta hai.
bb.) Aap apane hisab se paisa jama kar aur nikal sakte hai.
c c. ) Shaving account par bahu sari sewaye muft milti hai.
d d.) Shaving account me debit card, credit card, atm, check book, internet banking, mobile banking
Jaisi sari subidhaye milti hai.
e.) Shaving account me paisa jama aur nikasi bahut aasan hai.
f.) Kahi bhi paisa transfer kar sakte hai.
g g.) Bank me paisa rahne par bachat kam hoti hai.
h h.) Net banking se shoping bhi kar sakte hai.
i i.) Sabhi bank 4-6 % bayaj deti haai.
j j.) Account holder aapna bima kra sakte hai.
2. Current account
Is account bisnes, karobariyo ke liye hai. Current account , shaving account se alag hote hai.
Current account par bayaj nhi milta hai. Yah account bisnes aur company , trust, sosaity wale
Khulwate hai.
Current account ki kuchh jaruri bate
a.) Current account se 1 din me bahut sare transactin kar sakte hai.
b.) Current account me over draft ki subidha hoti hai.
c.) Is account me jab chahe tab paisa jama kar ya nikal sakte hai.
d.) Current account me niyamit paisa rakhana padta hai.
e.) Is account me lenden ki sima nhi hoti.
f.) Is account ko trust ya socaity bhi khol sakti hai.
अगर यह पोस्ट आपको अच्छा लगे तो सोशल मिडिया पर शेयर करे |
पैन कार्ड को आधार कार्ड से लिंक नहीं किया तो रद्द हो जायेगा पैन – इस तरह लिंक करें
https://websitehindi.in/android-mobile-scan-top-antivirus/
1
Useful information thanks for sharing apke vjah se help ho gya mera…thanks
Nice Information