Aane wala income tax department card hai. ya yah bhi kah sakte hai ki pan card aaykar
vibhag govt. sarkar ka card hai . jo ki fainencial tranjectin dipartment ke pan card se link
Rahta hai. creadit card, Debit card fainencial lenden ka nigrani karta hai. jo har wakt kam aata hai.
➧Pan card kyun jaruri hai
Pan card hmare jiwan me har wakt kam aanewala kard hai.
→Hotal ke bil ka bhugtan karna ho.
➟Bank account kholane ke liye pan card ki jarurat hoti hai.
➟Air ticket kharidane me pan ka jarurat hoti hai.
➟50000 rs ke upar ke achal sampati kharidane par .
➟50000 rs ke upar ka nagad bhugtan karne par.
➟fainencial transection karne par.
Aaj ke din me sabke pas pan hona jaruri hai.
Es image ko dekhakar samajh gaye honge ki pan card kaisa hota hai.
Pan card ke sabse upar me aaykar vibhag likha hota hai. aur right side me hindi , english me bharat
Sarkar likha hota hai.
isake baad Card holder name , father;s name, D.o.b, aapka signature.
sabse jaruri hota hai permanent account number .
This Read:-
➤speed post ka consignment track kaise kare
➤jio 4g laptop pc me kaise chalaye
➤Residential certificate apply kaise kare
Permanent account number ek aisa account number hota hai . jo aapki sari details bhari hoti hai.
pan card two asensiya banati hai.
1. NSDL National securities depository lemited.
2. UTIITSL Uti infrastructure Technology and service lemited.
Es permanent account nomber ko pan card number bhi kah sakte hai. kya aap jante hai ki pan
Number me kya chhipa hota hai. jo income tax department ki jarurat hoti hai.
Pan number 10 disit ke hote hai. kya aapko pata hai ki es pan number me kya chhipa hota hai.
jo yah pan number income tax department fainencial lenden ke liye kam aati hai.
Pan card apply kaise kare
Pan card apply karne ke liye two aajenshiya hai jo pan card banati hai. wah hai.
1. NSDL Yaha se aap pan apply kare
2. UTIITSL Yaha se pan ke liye apply kare
➡Es link par click karne ke baad ek new windows khulegi usame new pan card ya form 49a par click
kare.
➡New pan card par click karne ke bad drapdown menu milega. yaha par induvisual ya koi bikalp ko
par click kare.
➡Form 49a me apna details bhare. Details bharne ke baad neche payment karna hoga. yah
payment credit card, debit card ya net banking se kar sakte ho.
➨Payment karne ke baad submit kare , ha aap details ko phir se check kar sakte ho. usake baad
Submit kare.
➨submit karte hi ek new windows khulegi usame acnalegment page hoga use save karke print kar le.
phir usame photo lagakar sine in kar le.
15 dijit ka number note kar le . taki kabhi bhi status chek ho sake. Acnagnalent aur identity , Birth, Address proof ko income tax department office nsdl pune address par bhej de .
21 days ke ander nhi aaye to status check kar sakte hai. nsdl ka addres hai.
governance infrastructure lemited.
5th floor , mantri sterling plote no. 341,
model colony , near Deep bungalow chowk pune 411016.
Aap toll free nomber 18001801961 par call kar sakte ho.
ya
Registerd mobile number se sms kare NSDLPAN send sms 57575
permanent account number details
income tax department ne 10 disit ka number deti hai . jo
:- pahla 3 letter hote hai jo income tax department ke dawara diya jata hai.
:- Pan card ka chautha letter hota hai . yah letter carddhari ka status batata hai.
pan card ka chautha letter aapka status es prakar batata hai.
A- Aop
B- Body of indivizual
F- Farm
G- Govt.
H- Hindu undiwaidid
J- Artiphicial judicial
L- Local
P- one bayakti
T- Trust
:- Dosto sabse mukhaya baat hota hai ki pachawa letter carddhari ka surename hota hai.
ex- kumar k
singh S
raught R
:- isake bad char number ka ank hota hai . yah 1234567890 iname se koi bhi ho sakta hai.
ant me angreji ka letter koi bhi ho sakta hai.
Ager aapko yah post aachha lage to share kare.
Leave a Reply