kya aap jante hai bandhan bank

Last Updated on 10 महीना by Abhishek Kumar

Bandhan bank ki shuruaat 23 august 2015 ko india ke bit mantri

Arun jetali ne pashicham bangal se kiya tha. Jiska manyata RBI bank

Se prapt hai. Bandhan bank ki mukhayaly kolkata me hai. Yah purvi bhart ka first bank hai. Es bank ka founder

Chaorman Ashok lehiri hai. Bandhan bank ka sansthapak chandra

Shekhar ghos hai.







History of bandhan bank

Hamare desh me sabse tej ubharte huye bandhan bank isake pahle

Bandhan maicrophainens company tha. Jo mahilaye ko chhote chhote udyog lagane me bishes shubidha pradan ki. Tabhi bandhan 22 state me phail gayi. Yahi nhi 2014 me bandhan maicrophainens company me 8000 cror ka loan aa gya . bandhan me mahila customer ki sankhaya

67 cror ho gyi. Yahi nhi karmchariyo ki  shankhaya 13000 ho gayi.

Aur 2022 shakhayen khul gayi. Esake baad bandhan maicrophainens company 23 august ko bandhan bank ban gyi.

Aaj ka bandhan bank

Bandhan bank ki shuruaat 2015 me hui to 501 shakhaye aur 50 atm

Ke sath shuru ki gayi. Saal 2016 ke antim month tak umid hai ki

27 state me 632 shakhaye , 250 atm khulenge. Abhi es bank me 1.43 cror account khul chuke hai. Bank me karmchari ki sankhaya 19500 hai.

Bandhan bank ki prarambhik punji 2000 arab doller hai. Es bank ki 71%

Shakhaye gramin kshetra me hai. Yah bank jama shaving account par 7.25 % bayaj bhi deti hai jabki other bank 4-6% hi bayaj deti hai.


bandhan bank contect us
Customer Care Helpline: 1800-258-8181
Banking Support: 033-6633-3333
Head office: 033-6609-0909

Mail us
yah post achha lage to share kare.


This read
airtel payment bank limited kya hai
Speed post ka consignment track kaise kare
murgi palan kya hai kyun kare

About The Author

1 thought on “kya aap jante hai bandhan bank”

Leave a Comment

आपका ईमेल पता प्रकाशित नहीं किया जाएगा. आवश्यक फ़ील्ड चिह्नित हैं *

Scroll to Top