Last Updated on 4 वर्ष by Abhishek Kumar
Agar aapke pass Jio sim nhi hai to aap market se kharid kar net ka full maza le skte hai.
Agar jio sim 4g mobile hai to ap laptop pc me net chalane ke liye mere bataye huye stap ko folow kare.
USB modam se net chalaye
Dosto marcket me 4g modam bahut kam hi milane ki umid rahti hai .
Aap online shoping se ya market se 4g modem mil jaye to aap modem me jio sim dalkar full internet ka maza le sakte hai.
Aap es image ko dekh rahe honge aisa 4g modem le sakte hai.
2. Bluetooth tethering se net chalaye
Dosto bluetolth se net chalana bhi rochak aur aasan hai .
Isake liye laptop ya pc ke bluetooth ko on karke search karna hoga.
dusre step me 4g mobile ke bluetoth ko search kare. Isake liye aap
Apane phone ke setting me jaye. setting me jane ke bad more par
Click kare. fir aapko Tethering & proteble hotspot par click kare.
Usake bad bluetooth tethering ko on karke search kare.
Search karne ke bad apka blutooth conect ho gaya hai. Ab aap laptop pc me internet ka aanand le sakte hai.
* berojgaribhata kya hai apply kaise kare
* Nios kya hai details
3. USB Data cable se internet chalaye
Dosto jab ham andoraid mobile kharidate hai to usake sath kating
Charger bhi milta hai
Us charger ke kebal se ya market se data cable kharid sakte hai. cable wahi kharide taki aapke mobile mo fit ho sake.
Isake liye aapko hotspot ke sath conect karna hoga.
Conect karne ke liye mere step ko flow kare.
Sabse pahle mobile ke setting me jaye. usake bad more par click kare.
Phir Tethering & portable hotspot par click kare.
Usake bad usb tethrring ko on (enable) kare . Usake bad aapka net
Chalne lagega.
4. WI-FI PROTABLE HOTSP0T
Wifi se net chalana bhi aasan hai . Kyunki isame cable ki jarurat nhi
Hoti hai. Koi koi laptop me wifi nhi hote hai. Isake liye wifi conect system lena padta hai. Phir 4g mobile se wifi conect kar sakte hai.
Isake liye mobile ke setting me jaye. Phir MORE par click kare.
Usake bad jo page hoga usme Tethering & protable hotspot par click
Kare.
Phir WIFI HOTSPOT par click karke on kare. Aapka wifi conect ho
Gaya hai. Aap aasani se laptop pc me internet chala sakte hai.
Aapko yah post aachha laga to aage share kare.
nice topin
Jio 4g mobile ka internet windows 7 me kaise chalae
wifi ya wirless se
jio mobile me hotspot kese laye
jio phone me omani sd introl