janiye 500 1000 new note

Last Updated on 9 महीना by Abhishek Kumar

Humare desh ke pradhanmantri narendra modi ne 8 november 2016

Ko 500, 1000 ke note band karne ke liye ailan kiye. Aisa note bandi ka faisala isliye hua ki hamare desh me 500, 1000 ke note kaledhan

Ke roop me bahut se log rakhe hai. Wah paisa bank aur incom tax department ko bhi pata nhi hai. Isake saath saath atankwadi bhi

Hathiyar kharidkar humare desh par hamla karna chahte hai. Inlogo

Ko 500, 1000 ke note close karke new note lane ka faisala modi ji ne ki.

Taki humare desh  bharstachar se mukt ho.

Lekin aam admi 30 december tak 500,1000 ke purane note jama kar sakte hai.

is image ko dekhakar samajh gaye honge ki new note kisa hai.






500, 1000 note ko kya kya kre

1.    500,1000 ke purane note post office ya bank me 30 december tak jama kar sakte hai.

2.    Ager jarurat pade to 24000 hajar rupya nikal sakte hai.

3.    Paytm se kharid ya mobile dth aadi ka recharge kar sakte hai.

4.    2 december 2016 tak hi note chalne wale the.

2december tak 500,1000 ka note kaha kaha chalaye ja sakte the

1.    Petrol pamp aur airport par purane note chalaye ja sakte hai.

2.    Bank me purane 500,1000 ke note jama karne ka date 30 december tak diya gya hai.

3.    Bijali pani ke bakaya bill jama karne me

4.    Sarkari hospital me

5.    Lpg gais salender lene me 500,1000 ke note chalaye ja sakte the

6.    Train aur metro ticket kharidane me purane note ka isatemal kiya ja sakta hai.

500,1000 ke note band hone ke fayade

Purane note band hone ke anek fayade hai.

Jo log kaledhan ke roop me 500,1000 ke purane note rakhe hai wo samne aa jayega.

Khas baat yah hai ki antakwadi ke pas note hone se wah hathiyar kharidate the. Aur humare desh par hamla karte the. Note band hore par unlogo ko sabak mil gaya hoga.

Bank se 24000 tak aur atm se 2500 tak note nikal sakte hai.

Sath me market se sawadhan rahe . abhi bhi log chahenge ki nakali note chala le. Nakali note ka pahechan karke hi le.

Aap checkbook, debit card, credit card paytm aadi se pahle ki trah

Paisa bhugtan kar sakte hai.

1,2,5,10,20,50,100 rupaye ke note par koi pabandi nhi hai. Aap pahle ki trah use kar sakte ho.



This read
Kya aap jante haai ki champcash se paisa kaise kamaye
Speed post ka consignment track kaise kare
murgi palan kya hai kyun kare
Noni kya hai details

About The Author

Leave a Comment

आपका ईमेल पता प्रकाशित नहीं किया जाएगा. आवश्यक फ़ील्ड चिह्नित हैं *

Scroll to Top