Last Updated on 5 वर्ष by Abhishek Kumar
me student ko education ke liye labh diya ja rha hai.
Dosto aaj ke life me shiksha grahan karna bahut jaruri hai. humare desh me good education ke liye
sabhi chahte hai. mager isake liye mehnat karna padta hai. padhai me man lagana padta hai. waise high leval ke education aam student ke liye n ke barabar ho gya hai. kyunki jayada collage me dunasion(ghus) dena padta hai. sath hi sath hostal fee ko bhi manage kar ke chalna padta haai.
Aur ye kharch sadharan student nhi kar sakte hai. isake liye paisa honi chahiye ya very inteligent
boy honi chahiye.
isi ko dekhate huye bihar sarkar ne student credit cerd dene ki yojna banayi hai.taki student education ke liye paisa credit kar sake.
➧airtel payment bank limited kya hai
➧Insurance policy (Bima) kya hai details
➧Berojgari bhata kya hai or apply kaise kare? self help allowance
credit card ke liye apply kaun kar sakta hai
1. credit card apply wahi student kar sakte hoi. jo bihar ka sthai niwasi ho.
2. student ki age 20-25 years ho.
3. sabhi student 10+2 pass kiya ho.
4. student ke pass bank account hona jaruri hai.
5. adhar card ka hona jaruri hai.
6. student ke pass pan card hona chahiye.
7. Residential certificat awasayak hai.
Regidential certificate yaha se apply kare
8. shabhi original document
9. sms alert ke liye mobile number
10. email hona chahiye
Residential certificate apply kaise kare
credit card ke liye registration kaise kare
credit card registration ke liye email ka hona jaruri hai. registration email se hi hoga. isake liye credit card ke site par jana hoga apply yaha se kare
credit card registration step by step samajhate hai.
1. first name – apana first naam likhe
2. middel name- apna midel naam likhe
3. yaha par last naam likhe.
ager nhi samajh me aaye to is image ko dekhe.
4. yaha par sms alert ke liye mobile number add kare
5. is khane me email dale
6. aapke mobile par otp aaya hoga . yaha otp number dale.
7. isake bad submit kare. ab aapka registration ho gya. ab aapke email me username or password aaya
Hoga. username or pasword se login karke apna pura details bhare or schame credit card select
karke submit kar de.
Aawedan ki sthiti kaise jane
Aawedan apply karne ke bad . aawedan ki sthiti jan lena jaruri hai. isake liye credit kard ke site par
jaye. isake bad aawedan ki sthiti par click kare.
isake bad ek new window khulgi . yaha registration number ya adhar number aur date of birth se
search kare. isake bad aapka application ka details aapke samne hogi.
Document verification kaise karaye
Aaawedan karne ke bad awedak ko apane mul kagjato ki janch karane ke liye jila prabandhan awam
pramarsh kendra par jana awasayak hai.
isake bad hi credit card ka labh utha sakte hai.
NOTE- credit card ke liye online aawedan karna aniwarya hai. aawedan karne ki website hai.
http://www.7nishchay-yuvaupmission.bihar.gov.in
aawedan wahi student kra sakte hai jinko sarkari sahayata nhi milti ho.
yah card BA.BSC.ENGINEERING.MBBS.ETC ke liye di jati hai.
Sir mai 10th pass hoon aur 12th me padh rha hoon lekin mera age 17 sal hai to kya 20 se kam k age valo ko student credit card ki labh nhi mil sakti ha?
Class 8
Ghar banane ke liye
Sir my 12 the pass hun .aur neet ki tauyari pichle do sal se ghar pe Kar rahi hun .Kya student credit card ke through mujhe Kota jake padhai puri karne ka mauka milega .Kya meri padhai ke liye hoatal fee and online coaching fee milega .
yes, aap padhai ke liye credit card se help le sakte hai
Sir student credit card mein first payment mein student portal Pr Aa gya Gmail per message Aa chuka tha lekin second payment. Maine kiya student portal per Aa Gaya lekin Gmail per message. Nahin aaya college wale bol rahe gmail per forward karo gmail per to message aaya hi nahin to m kya kru sir
status check kro aap
Sir main 12th pass hu muche polytechnic ki karni h.. or main ye student credit card ka laaf lena h..main kay karu please reply me sir
ऑनलाइन फॉर्म apply करना होगा फिर वेरिफिकेशन